मंगलवार, 23 अगस्त 2011

Koi Khaas Nahi

Koi Tum Say Poochay Kon Hoon Main
Tum Keh Dena ?Koi Khaas Nahi?
Ek Dost Hay Kaccha Paka Sa
Ek Jhoot Hay Aadha Sacha Sa
Jazbaat Ko Dhaanpay Ek Parda Bus Ek Bahana Accha Sa
Jeevan Ka Aisa Sathi Hay,Jo Door Nah Ho K Pass Nahi,
Koi Tum Say Poochay Kon Hoon Main,Tum Keh Dena
Koi Khaas Nahi
Is sheher K Logo Ki Ye Aadat Puraani Lagti Hai,
Kisi K Jazbaton Say Khelna In Ko Nadani Lagti Hai,
Jidher Dekho Ek Gham Ka Aalam Milta Hai,
Har Dewaane Ki Dastan Kuch Apni Kahani Lagti Hai..
Apne ashkon ko khud se chupaa kar rona
Jub bhi rona chiraaghon ko bhujaa kar rona
Loag perh lete hain chehre pe likhi tehreerain
Kitna mushkil hah logon se chupaa kar rona
Apni barbaadi ka hum khud sabab hain yaaro
Ab kis se gilaa karain kis ko sunaa kar rona
Woh tanhaayi main bohat roya tha Nasir
Main ne chaaha tha jise seenay se lagaa kar rona..
Kuch aur sochne ki zarorat nahi mujhe
Tere siwa kisi se mohabbat nahi mujhe

Rehta hai bas tera hi mujhe raat din khayal
Main tujh ko bhol jaon yeh taqat nahi mujhe

Kal shab tumhari yaad mein aanso chilak pare,
Ab kuch bhi kehne ki haajat nahi mujhe

Kis ko sunaon jaa ke mein apna yeh hal ehwal,
Tum ne to keh diya hai ke fursat nahi mujhe,

Khushiyon se ab nahi hai koi rabta mera,
Pal bhar tumhare ghum se faragat nahi mujhe,

Sab kuch ujar gaya mera khwaabon ke sath sath
Faraz magar kisi se shikayat nahi mujhe

रविवार, 21 अगस्त 2011

ek hindi kavita


Hamko kyon tumne bhula diya
Dekhe hansi hontho pe
Phir kyon itna rula diya
Jin hatho ka tha sahara
Unhone hee duba diya
Hamko chhod majdhaar
Khud sahil pe gaya
Mere gum kee ye daasta
Sunta hai zameen ashmma
Ek na sune wahi
Jiske liye jita hoon yahana
Hamko mila ye kya sila
bhulyaa jinke liye sabko
Unhone hee hamko kyon bhula diya
Dard hai dil main
Ankho main anshoo mere
Din ke ujale main
ab bhee sapne dekhoon tere
Na hai ab koi manjil
Mile na kohi raste
Lagta hai jese ye jindgi
Mili hame Gum ke waste
Bhula esa kyon diya
Jee na paaye chahkar bhee
Hum to tumko bhula na paayenge
shayad ab to markar bhee

गुरुवार, 18 अगस्त 2011

thought for the day...

"trust is like an eraser;
it gets smaller after each mistake-"

बुधवार, 10 अगस्त 2011


Ek pyara Such

"WO insaan jo sbko humesa khush rakhne ki kosis krta hai,
or jo sbki care krta hai,
Wo insaan humesa apne apko Akela Mehsus krta hai...."

सोमवार, 8 अगस्त 2011

fantastic lines about me.


kisi ko kya hasil hoga mujhe yaad karne se...

mai to ek aam insaan hu,

or yaha to har kisi ko...

khaass ki talash hai....

हरिवंशराय बच्चन


मैं कल रात नहीं रोया था
दुख सब जीवन के विस्मृत कर,
तेरे वक्षस्थल पर सिर धर,
तेरी गोदी में चिड़िया के बच्चे-सा छिपकर सोया था!
मैं कल रात नहीं रोया था!

प्यार-भरे उपवन में घूमा,
फल खाए, फूलों को चूमा,
कल दुर्दिन का भार न अपने पंखो पर मैंने ढोया था!
मैं कल रात नहीं रोया था!

आँसू के दाने बरसाकर
किन आँखो ने तेरे उर पर
ऐसे सपनों के मधुवन का मधुमय बीज, बता, बोया था?
मैं कल रात नहीं रोया था!

"Maa"

Gyaan ki ganga hai..maa
pyar ki jamuna hai,..maa
sapno ki gul-lak hai ..maa
thapki h pyar bhari
lori ki sargam hai
aastha ki bhor nayi
shrdha ki poonam hai..maa
bahoon ka jhula hai
aanchal ki chaya hai
barish hai aashish ki.
mamta hai,maya hai
pata nahi kesi hai
pata nahi kya kya hai
ye meri MAA hai
haaa, ye meri MAA hai....